Tata Zica jo Tata motors January me lanuch karne wali thi par kuch resaon se postpond kar diya gya hai
NDTV ki report me bataya tha ki 20 january ko tata zica launched ho jaegi
kher is baat ko chodte hai aur jante hai is car me konsi khubiya hai
waise agar hum tata ki purani cars ki aur dyan de to tata texi type ki car banane me master hai.
yaha hum baat kar rahe hai tata zica ki jiska code name hai "kite" .purani TATA car se iske hachback ko bhi change kar diya gya hai ek anuman ke hisab se dekha jaye to TATA zica B category ki car me low level par rahegi jaise ki hyundai i10 ,hondah brio, aur Maruti ki Celerio hai.Tata ne apni new cars me bahut type ke change kiye hai jaise Tata zica jisme baki tata cars ki tulna me bahut se changes kiye gaye hain.
Tata Zica Engine Details
waise khabro ke hisab se dekha jaye to Tata zica me petrol engine 1.2 liter ka three cyylinder engine hai jo 83.8bhp ki power ka hai,aur agar hum diesel engine ki baat kare to yeh 1.5liter ha three cylinder Revotorq engine hai jiski power 69.04bhp ki hai aur yeh 1047 cc ka hai jata petrol engine ko dekhe to yeh 1199 cc ka hai .
1.2-litre, three-cylinder VCTi Revotron Petrol
Power – 83.8bhp @ 6,000rpm
Torque -114Nm @ 3,500rpm
1.05-litre, three-cylinder Revotorq Diesel
Power – 69.04bhp @ 4,000rpm
Torque – 140Nm @ 1,800rom – 3,000rpm
Mileage
Petrol Model ka mileage 20kmpl
Diesel Model ka mileage 25kmpl
Transmission Options
Isme 5 gears hai jo manual Transmission ke sath hain.
Color Options
Tata zica me agar color ki baat kare to isme 7 color hai jo
Sunburst Orange, Platinum Silver, Striker Blue, Pearlescent White, Espresso Brown aur Berry Red
Dimensions
Length – 3,746mm(car ki lambai)
Width – 1,647mm(car ki choudai)
Height – 1,535mm(car ki uchai)
Wheelbase – 2,400mm
Ground Clearance – 170mm
Fuel Tank Capacity – 35-liters
Engine weight(petrol)-1012kg
Engine weight (diesel)
Suspension System
Front – Independent; Lower Wishbone, McPherson Strut with Coil Spring
Rear – Semi-Independent, Twist beam with dual path strut
Braking System
Front – Disc Brake(aage)
Rear – Drum Brake(piche)
Tyre Size
Front – 175/65 R14 + Tubeless
Rear – 175/65 R14 + Tubeless
Tata zica ka Price kitna hai
hamare anuman ke hisab se Tata zica ka starting price 3.7 ya 3.8 lakh hoga aur agar hum top model ki baaat kare to iska price 5.5 lakh ke aas pas hoga.
Source
Source








0 comments:
Post a Comment