Jai ganesh jai ganesh jai ganesh deva
Mata jaki parvati pita maha deva - 2
Mata jaki parvati pita maha deva - 2
Ek dant dayawant char bhuja dhari
Mathe par tilak sohe moosh ki sawari - 2
Mathe par tilak sohe moosh ki sawari - 2
Paan chade phool chade aur chade meva
Laduan ka bhog lage sant kare seva
Laduan ka bhog lage sant kare seva
Jai ganesh jai ganesh jai ganesh deva
Mata jaki parvati pita maha deva
Mata jaki parvati pita maha deva
Andhe ko aankh det kodhin ko kaya
Banjhan ko putra det nirdhan ko maya - 2
Banjhan ko putra det nirdhan ko maya - 2
Sur shyam sharan aaye safal kijiye seva
Mata jaki parvati pita maha deva
Mata jaki parvati pita maha deva
Jai ganesh jai ganesh jai ganesh deva
Mata jaki parvati pita maha deva
Mata jaki parvati pita maha deva
Jai ganesh jai ganesh jai ganesh deva
Mata jaki parvati pita maha deva
Mata jaki parvati pita maha deva






0 comments:
Post a Comment